Akele ho?
ALLAH Ko Yaad Karo.
Pareshan Ho?
Durood sharif Parho.
Udas Ho?
YA HAYYU YA QAYYOOM Parho.
Tention Men Ho?
YA RAHEEMU Parho.
Free Ho?
To Forward Karo.
durood-sharif SMS
Advertisement
Assalam o alaikum mah e zeqaad k khusoosi wazaif aur
Assalam-O-Alaikum!
Mah-e-Zeqaad k khusoosi Wazaif aur Azkar
* Surah Al-e-Imran ki doosri ayat ( Allahu la ilaha illa huwa, Al-Haiyul-Qaiyum) rozana 600 bar din bhar main kisi bhi waqt
* Do rakat Salat-ul-Hajat rozana raat ko sonay say pehaly ( Surah fatiha k baad 3 martaba qul sharif her rakat main)
* Durood Sharif rozana aadha ghanta din bhar main kisi bhi waqt
* Mah-e-Zaqad main 3 rozay
Shukrea,
Wassalam.
MAHINA
PORA HONAY PR HAMAIN IJTEMAE DUA K LEA NAM AOR TADAD NOTE KRWADIAN.
Benifits of durood sharif whoever recites ten
Benifits of durood sharif whoever recites durood sharif ten times ALLAH(AZZWAJAL)send one hunderd mercies upon him.
Read more SMS PunchJuma tul mubarik k 2 masnoon kaam 1 sorah
Juma-Tul-Mubarik k 2 Masnoon kaam. 1- Sorah Kahaf ki Tilawat karna. 2- Aap sallallahu alayihi wasallam per kasrat se Durood Sharif bhaijhna.
Read more SMS PunchDurood sharif ki kuch barkaat 1dua
‘Durood sharif ki kuch barkaat’
1.Dua qubool hoti h.
2.Maal m barkat hoti h.
3.Hajten pori hoti hen.
4.Aafaat se nijaat milti he
Read more Islamic SmsFaizanehadees sarkar salallaho alaih wasalm irshad farmate
‘FAIZAN_E_HADEES’ Sarkar Salallaho Alaih wasalm Irshad farmate hain-
‘ Qiyamat k roz ALLAH Azzawajal k arsh k siwa koi saya nhi hoga,
3 shkhs ALLAH(Azzawajal) k sa’ay main hon ge
Arz kia gya ya RasulAllah wo kon Log honge?
Irshad Farmaya:-
1)Wo Shkhs jo mre ksi Umati k preshani door kardy-
(2)Mri Sunat Ko Zindah krne wala-
(3)Mujh p kasrat se Durood Sharif parhne wala-
(book Name Faizan_E_Sunat paje 157)
Read more Islamic SmsAssalam o alaikum jis ghar k afraad rozan
Assalam-O-Alaikum!
Jis Ghar k afraad rozan aadha ghanta mil kar beghair baatain kiay durood sharif
(Sallah-o-Alla Mohammad Sallah-o-Alaihi wa alehi wasalm) Ka wird karain gay
Inshallah Us k ghar main khushian hi khushian aain gi, bigray kaam ban jain gay, aanay wali musibatian tal jain gi, rizq ki farwani ho jai gi, job k maslay hal ho jain gay, bation k rishtay ho jain gay, Her tarah ki bimari say shifa mil jay gi, goya her tarah ki mushkil, pareshani door ho jay gi, .
Agar jis ghar main rozana adha ghanata durood sharif parha jay tu agar poray mulk main zalzala aay tu bhi wo ghar mehfoz rahay ga.
Assalam o alaikum mah e muharram ul haram k khusoosi
Assalam-O-Alaikum!
Mah-E-Muharram ul haram K Khusoosi Wazaif Aur Azkar
Subbohon quddoson rab un allah’ Rozana 700 Martaba Parhain
Namaz-E-Isha Vitar K Baad Do Rakat Nafal Parhain Her Rakat Main Alhamad Sharif K Baad Surah Surah Ikhlas 11 Martaba Parhain. Salam parihnay k baad 11 martaba yeah parhain ‘ ‘Subbohon quddoson rab una Wa rab ul malaikati’
Aadha ghanta durood sharif parhna hai jo basani parh sakain
Pehlay ashray main teen rozay warna jab asani ho is main rakh lain, Rasool Salalah o alai wasalam nay irshad farmaya: jo koi muharam k teen din thursday, friday aur saturday k rozay rakhay tu is k liya 9 saal ki ibadat ka swab likha jata hai……
Assalam o alaikum mah e zil hajj k khusoosi wazaif aur
Assalam-O-Alaikum!
MAH-E-ZIL-HAJJ k khusoosi Wazaif aur Azkar
* Subhaan allaahi wabhihamdihi laahula wala quwata illah billah rozana 700 martaba parhain
* Namaz-e-Isha Vitar k baad do rakat nafal parhain her rakat main alhamad sharif k baad surah kosar aur surah ikhlas teen teen martaba parhain
* Durood Sharif rozana aadha ghanta din bhar main kisi bhi waqt kisi bhi namaz k baad
* MAH-E-ZIL-HAJJ k 3 rozay
Advertisement


(7 votes, average: 3.43 out of 5)